Imli jiska naam sunte hi mooh mein paani aa jata hain. Aamtaur par iska istemal chutney banane, kisi dish ko chatpata banane mein aur sambhar banane mein kiya jata hain. Lekin kya aap jante hain ki yeh hamare sehat ke liye kafi faydemand hain. Ise khane se dil ki bimariyo se lekar wajan kam karne mein bhi madad milti hain. Saath hi yeh baalo ke liye bhi acchi hoti hain.
Aaj bhi Imli ko medicine ke taur par istemal kiya jata hain. Isme zyada matra mein Vitamin C, Anti-Oxidants, Carotene, Magnesium aur Potassium paya jata hain. Janiye Imli khane se kya labh hote hain. Benefits of Tamarind in Hindi/Urdu.
Diabetes ke mareezo ke liye faydemand :- Imli diabetes ke mareezo ke liye bhi faydemand hain. Iski tulna jaamun ke beejo ke saath ki jati hain. Usi tarah iska istemal karne se aapko fayda hoga. Yeh glucose ke level ko badhne nahi deti hain.
Pachan tantra ko theek rakhe :- Pachan ki samsyaon ke liye Imli ke beej ka istemal kiya ja sakta hain. Imli ke beej ko pees kar iske powder ko paani ke saath le sakte hain. Isse pachan se related problems se nijaat mil jayega.
Dil ko rakhe healthy :- Imli khane se aapka dil fit rahta hain, Kyonki isme mauzood fibers cholesterol ko badhne nahi dete hain. Jiski wajah se aapka blood pressure theek rahta hain. Yeh baat kai researches mein saabit ho chuki hain.
Napunsakta ki problem mein :- Imli ke beej khane se aapko napunsakta (Namardangi) ki problem khatm ho jayegi. Iske liye iske beej ko doodh mein itna ubaal le ki uska chhilka asaani se utar jaye. Phir uska chhilka utaar kar safed giri ko baareek pees le aur Ghee mein bhoon le, Iske baad barabar matra mein Mishri mila kar rakh le. Roj thodi matra mein iska sewan kare. Isse aapko fayda milega.
Aankho ke liye faydemand :- Aankho ke liye bhi yeh kafi faydemand hain. Agar aapke aankho mein jalan aur dard ho raha hain toh iske liye doodh ke saath imali ka ras le aur acche se mila le. Aur ab ise apni aankho mein laga le. Isse aapko kafi fayda milega.
Daag –Dhabbe door kare :- Imli aapki skin ke liye kafi faydemand hain, Kyonki isme adhik matra mein Alpha-hydroxy Acid paya jata hain. Vaise toh iska istemal jyadatar beauty products mein kiya jata hain. Chehre mein ise lagane se yeh chehre ke bheetar skin ke saath porse ko bhi khol deta hain. Iske liye iske gude ko rock salt ke saath mila kar lagana chahiye.
Wajan kam karne ke liye :- Isme jyada matra mein hydroxycitric acid paya jata hain, jo seedhe taur par fat ke production ko kam karne ka kaam karta hain. Iske saath hi yeh pacha kriya ko bhi sahi rakhne mein madadgar hota hain.

No comments:
Post a Comment