What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate.
I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.
But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise janna chahate hai.
Neat, right? In any case, mujhe lagta hain ki blog, blogger and blogging ek ek person ke kisi field me writing karne ki process or usse hone wale benefit ko kahte hai. Let us know, jante hai ki aakhir ye blog, blogger and blogging hai kya or isse hume kya fayda hai.
Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu.
1. What is a Blog? Blog Kya Hai? ब्लॉग क्या हैं?
Blog ek aesi website or web page hai jis par koi person apne thoughts share karta hai or apne ideas se readers ko kisi subject par good information de kar unki help karta hai.
Simple bhasha me blog ek book likhne ki tarah hai bas fark itna hai ki books offline pages par likhi jati hai or blog online pages like wordpress, blogspot and other platform par likhe jate hai.
2. What is a Blogger? Blogger Kya Hai? ब्लॉगर क्या हैं?
Blog par jo person posts likhta hai, jo blog ko manage karta hai and jo blog ko start karta hai use blogger kahte hai. Examples, jab aap kisi blogging platform par apna koi bhi blog banaoge to aapko blogger kaha jayega ya fir kisi topic par blog likhne wala blogger hota hai.
3. What is a Blogging? Blogging Kya Hai? ब्लॉग्गिंग क्या हैं?
Bahut hi simple hai blogger apne blog par jo posts likhta hai, apne blog ko manage karta hai, blog posts par comment ka reply karta hai. Yani wo blog par jo kuch karta hai uska wo kaam blogging kaha jata hai.
I mean blogger ke dwara blog par kiya gaya work blogging kaha jata hai. Like jis tarah bike chalane ko driving kahte hai usi tarah blog chalane ko blogging kahte hai.
I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.
Neat, right? In any case, mujhe lagta hain ki blog, blogger and blogging ek ek person ke kisi field me writing karne ki process or usse hone wale benefit ko kahte hai. Let us know, jante hai ki aakhir ye blog, blogger and blogging hai kya or isse hume kya fayda hai.
What is a Blog? What is a Blogger and What is Blogging? Learn Full Information in Hindi
Yaha par main aapko in 3 question ke bare me details se btaunga. I sure is post ko padhne ke bad aapko blog, blogger or blogging ke bare me sabkuch samajh aa jayega.Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu.
- A blog word originally “weblog” ya “web log” word seliya gaya hai.
- Aap ise online journal or diary write karna kah sakte hai.
- Blog ek aesi website or web page hai jis par regular posts update kiye jate hai. Ise ek individual ya ek small group manage karta hai. Ye blog in logo ki informal or conversational par likha hota hai.
- In simple language, blog par likhne wale ko blogger or uske work ko blogging kahte hai.
- Ek or bhasha me blog par blogger ke dwara new material add karna hi iski original paribhasha hai.
- Blog website ka ek part ya type hai jis par posts or entries ko ek karm me rakha jata hai.
- Bilkul journal or diary ki tarah blog ke home page par recent update show ki jati hai.
- Blog par responsive dene ke liye commenting area enable hota hai.
- Blog par pervious post or archive ki history add hoti hai.
- Mostly blog kisi ek ya bahut kam authors ke dwara manage kiya jata hai.
- Blog par content ka aesa collection hota hai jo media, audio, video and other source se le kar logo ke liye ek alag se community bana kar publish kiya jata hai.
- Blog start karna bahut hi easy hai or aap sirf thodi si jankari ke sath blogging ki shuruat kar sakte ho.
- Aap apni pasand se kisi bhi topics par blog bana sakte ho.
- Blog sabkuch bhi ho sakta hai or kuch bhi nahi ho sakta hai.
- Blog ek aesa tool hai jis par aap apne readers ke liye unke liye jaruri or usweful jankari share karte hai.
1. What is a Blog? Blog Kya Hai? ब्लॉग क्या हैं?
Blog ek aesi website or web page hai jis par koi person apne thoughts share karta hai or apne ideas se readers ko kisi subject par good information de kar unki help karta hai.
Simple bhasha me blog ek book likhne ki tarah hai bas fark itna hai ki books offline pages par likhi jati hai or blog online pages like wordpress, blogspot and other platform par likhe jate hai.
2. What is a Blogger? Blogger Kya Hai? ब्लॉगर क्या हैं?
Blog par jo person posts likhta hai, jo blog ko manage karta hai and jo blog ko start karta hai use blogger kahte hai. Examples, jab aap kisi blogging platform par apna koi bhi blog banaoge to aapko blogger kaha jayega ya fir kisi topic par blog likhne wala blogger hota hai.
Bahut hi simple hai blogger apne blog par jo posts likhta hai, apne blog ko manage karta hai, blog posts par comment ka reply karta hai. Yani wo blog par jo kuch karta hai uska wo kaam blogging kaha jata hai.
No comments:
Post a Comment